Love Shayari for GF in English

Love Shayari for GF in English | Love Shayari for gf in Hindi

Love Shayari for GF in English | Love Shayari for gf in Hindi | love shayari for gf in hindi 2 line | hindi love shayari for gf in english | love shayari for gf.

Love Shayari for gf in Hindi

Bas Yahi Chahta Hu Ke Ankh Khule To bs Tera Sath Ho,
Or Ankh Bandh Ho to Bas Tera hi Khawab Ho.

 

Wo Meri Samjdar Sehjaadi
Or Mai Uska Bigdaa Hua Sehjaada ЁЯЩИ

 

Tuje Dekhe Bina Subha Nhi Hoti Meri,
To Tuje Dekhe Bina Nind Kese Ayegi.

 

Utni Bar to Sans Bhi Nahi Lete Honge Ham,
Jitni Bar Din Me Tumhe Yad Krte Hai.

 

Kaash Ik Din Aisa Bhi Aaye Hum Teri Bahon Me Sama Jayen
Sirf Hum Ho Aur Tum Ho Aur Waqt Hi Thhar Jaye.

 

Meri Har Sans Mein Tu Hai
Meri Har Khushi Me Tu Hai.

 

Love Shayari for gf in Hindi

Ham Jurm-E-Mohabbat Kee Saza Paenge Tanha Jo,
Tujh Se Huee Ho Vo Khata Saath Lie Ja.

 

Tere Bin Jindagi Kuch Nhi
Kyonki Meri Puri Jindagi hi Tu Hai.

 

Ek Choti Si Dua he Jin Lamho Me Aap,
Muskurate Ho Wo Lamhe Kabhi Khatam Na Ho.

 

Muje Intzar He us Din Ka,
Jab Tum Meri dp Pe Mere Sath Hogi.

 

Ai Dil Tamam Nafa Hai Sauda-E-Ishq Men, Ik Jaan Ka Ziyan Hai So Aisa Ziyan Nahin.

 

Pure Din Mei Sabse Jayda Khushi
Mujhe Tab Hothi Hai,
Jab Meri Aapse Baat Hothi Hai.

 

Ek Tera Hi To Khayal He Mere Paas
Wrna Kon Akele Me Muskurata Hai.

 

Sukun Milta He Tere Paas Hone Se
Jindgi Bikhar Jati He Meri Tere Udass Hone Se.

 

Aate Aate Mira Naam Sa Rah Gaya
Us Ke Honton Pe Kuchh Kanpta Rah Gaya.

 

Wo Raaten Kaif Men Duubii Vo Teri Pyaar Ki Baaten
Nikal Padte Hain Aansuu Jab Kabhi Ham Yaad Karte Hain.

 

Ek Teree Mohabbat Sachchee Hai
Maan Baakiyon Mein To Sharten Bahut Hai !!

 

Dilli Men Aaj Bhiik Bhi Milti Nahin Unhen,
Tha Kal Talak Dimagh Jinhen Taj-O-Takht Ka.

 

тЭд Us Ne Goya Mujhi Ko Yaad Rakha
Main Bhi Goya Usi Ko Bhuul GayaтЭд

 

Mohabbat Men Ye Kya Maqam Aa Rahe Hain, Ki Manzil Pe Hain Aur Chale Ja Rahe Hain.

 

Vo Ittifaq Se Nazdik Aae Hain Lekin
Ye Ittifaq Hua Hai Badi Duaon Ke Baad.

 

Bazar-E-Bosa Tez Se Hai Tez-Tar ‘Zafar’
Ummid To Nahin Ki Ye Mahngai Khatm Ho.